Tu jahaan…mein wahan…
Sang sang yun chalun tere jaise tera aasmaan…
Jo dhup nikle…chaayaa ban jaunga..
Jo ho tu akeli…saayaa ban jaunga…
Jo uljhan mein ho man…mein behlaunga..
Tum aa gaye ho…to jeena aaya hai…
Khusiyon ka tumne ye jaal bichayaa hai…
Khoya hai khudko to sab kuch paya hai…
Tu jahaan…mein wahan…
Sang sang yun chalun tere jaise tera aasmaan…
Ho gum ke baadal mujhpe tham jaane de…
Bechainiyon ko mujhse takraane de…
Dukhti ho koi baat mujhpe aane de….
Dil sochta tha ke koi apna ho…
Koi raaj na ho jo usse rakhna ho…
Aankhein na kholun mein sayad sapna ho….
Tu jahaan…mein wahan…
Sang sang yun chalun tere jaise tera aasmaan
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana
Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana
Haath mera thaam lo saath jab tak ho
Baat kuchh hoti rahe baat jab tak ho
Saamne baithe rahe tum raat jab tak ho
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Naam kya hai kya kahein dil ke mausam ko
Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko
Aise lagta hai kisine chhoo liya humko
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana
Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana
Tum chale jaao zara hum sambhal jaayein
Dhadkanein dil ki sahi naam cahl jaayein
Waqt ke aage kahin na hum nikal jaayein
Arre re arre ye kya hua koi na pehchaana
Hum mein tum mein kuchh to hai kuchh nahin hai kya
Aur kuchh ho jaaye to kuchh yakeen hai kya
Dekh lo ye dil jahaan tha ye wahin hai kya
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana
Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana

0 komentar:
Posting Komentar